
Movie : Tezz - 2012
Song Name : Main Hoon Shab
Producer : Ratan Jain
Director : Priyadarshan
Cast : Ajay Devgan, Kangana Ranaut, Anil Kapoor, Sameera Reddy
Music Director : Sajid Ali, Wajid Ali
Lyrics - Lyricst : Jalees Sherwani, Shabbir Ahmed
Singer's : Mohit Chauhan
Release Date : April 27 2012
Main hoon shab, Tu hai subah
Ishq mein, Tu hai jahaan
Main hoon labh, Tu hai dua
Main zameen, Tu aasmaan
Tum mile, Mil gaye do jahaan
Darmiyaan faasla na raha
Tere saaye mein, Tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein, Tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Teri baahon mein, Teri raahon mein
Teri baahon mein, Teri raahon mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein, Tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Kyun aaj bheegi bheegi chaandni hai
Chehre pe chaand jaisi roshini hai
Hoo kyun aaj bheegi bheegi chaandni hai
Chehre pe chaand jaisi roshini hai
Kadmon mein bich gaya aasmaan bhi
Tu ruburu hai kuch bhi na kami hai
Tum mile mil gaye
Tum mile, Mil gaye do jahaan
Darmiyaan faasla na raha
Tere saaye mein, Tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein, Tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Khwaabon mein doobe dono sahilon ke
Raste nazar toh aaye manzilon ke
Hoo khwaabon mein doobe dono sahilon ke
Raste nazar toh aaye manzilon ke
Hasrat rahi na ab toh koi baaki
Poore hue hain armaan do dilon ke
Tum mile, Mil gaye
Tum mile, Mil gaye do jahan
Darmiyaan faasla na raha
Tere saaye mein, Tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein, Tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Teri baahon mein, Teri raahon mein
Teri baahon mein, Teri raahon mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tere saaye mein, Tere saaye mein
Meri umar katt jaaye sanam
Tezz Songs Lyrics, Main Hoon Shab Lyrics, Priyadarshan, Ajay Devgan, Kangana Ranaut, Sajid Ali, Wajid Ali, Jalees Sherwani, Shabbir Ahmed, Mohit Chauhan
0 comments:
Post a Comment